Saturday, February 2, 2008

Ya khatm hon sari hasraten
Ya hasraton kaa sailaab ho

Mujhe koi kaam nahin bemani ssason se
Katam hon ya jeest kee talash ho

Intezzar-e-sahar ab humse na hoga
GhumayeN zami ya layen aaftab ko


Azal

No comments: