Mujhe aadmi se meri jaan insaaN banaya tune
Khud ko paane khatir, hai kisi ko betaab har shey
Maashooq ko kis kadar aashiq mein milaya tune
Ishq-o-Aajmaish saath nahin chalte, hamsafar
Jism to phukegaa hee jo dil ko aajmaya tune
Chahat kis kadar mukammal hue udne kee ‘Azal’
ZamiN na phir pakad paya, vo tufaaN chalaya tune
Azal
The first two couplets are for you Rad's on your birthday. I love you.