Sunday, March 22, 2009

A prayer for strength...

he mere hanuman
shakti do balwaan

bandgee mein kisi din
kho jaye swabhimaan

dilaasa do mujhe prabhu kee
taqi kadmo mein rahe jaan

kaandeh pe biraje prabhu tumhare
farz kee kar sakun sahi pehchaan

banu har kaam ke kaabil
mat karna koi kaam asaan

laailaaj hai ye dard mera
aaraam de hai aapka naam

he mere hanuman
shakti do balwaan

Azal